SONG: Dushman Hu Dushmano Ka - दुश्मन हूँ दुश्मनों का

Dushman Hu Dushmano Ka - दुश्मन हूँ दुश्मनों का

LYRICS:
dushman hu dushmano ka mai yaro ka yaar hu dushman hu dushmano ka mai yaro ka yaar hu hai pyar agar zulm to mai gunehgar hu dushman hu dushmano ka mai yaro ka yaar hu nafrat me pal ke pyar ke sanche me dhala hu nafrat me pal ke pyar ke sanche me dhala hu bedard aandhiyo me diya ban ke jala hu dharti se uad ke chhu le gagan ho wo bar hu dushman hu dushmano ka mai yaro ka yaar hu dekha abhi karib se tumne mujhe kaha dekha abhi karib se tumne mujhe kaha mere to kai rup kai rang hai yaha badle hajar rang jo mai wo bahar hu dushman hu dushmano ka mai yaro ka yaar hu hai pyar agar zulm to mai gunehgar hu dushman hu dushmano ka mai yaro ka yaar hu