SONG: Duriyaan Sab Mitaa Do - दूरियाँ सब मिटा दो

Duriyaan Sab Mitaa Do - दूरियाँ सब मिटा दो

LYRICS:
duriya duriya sab mita do man me lagi jo agan vo sajan tum bujha do jane ki baat ab na karo, jane ki baat ab na karo duriya sab mita do man me lagi jo agan vo sajan tum bujha do man me lagi jo agan vo sajan tum bujha do tum zara bhigo ham zara bhige rim jhim gati phuharo me na tum bolo na ham bole, baat ho bas yu isharo me aaj ki raat tum na daro, jane ki baat ab na karo duriya sab mita do man me lagi jo agan vo sajan tum bujha do man me lagi jo agan vo sajan tum bujha do meri zulfe mera aanchal sab kuch hai piya tere liye teri baahe teri nigaahe sab kuch hai piya mere liye aaj ki raat na aahe bharo, jane ki baat ab na karo duriya sab mita do man me lagi jo agan vo sajan tum bujha do jane ki baat ab na karo, jane ki baat ab na karo duriya sab mita do man me lagi jo agan vo sajan tum bujha do man me lagi jo agan vo sajan tum bujha do