SONG: Durga Mata O Sukh Daata - दुर्गा माता दुर्गा माता ओ सुख दाता

Durga Mata O Sukh Daata - दुर्गा माता दुर्गा माता ओ सुख दाता

LYRICS:
durga mata durga mata o sukh data durga mata o sukh data vinti suno hamar vinti suno hamar durga mata durga mata o sukh data shakti di aur gyan diya hai shakti di aur gyan diya hai aaj aur kal ka man diya hai vijay ka bhi vardan diya hai tumhi ho rakhan har vinti suno hamar vijay ka bhi vardan diya hai tumhi ho rakhan har vinti suno hamar durga mata durga mata o sukh data padchinh jaise ghaav dil par putar ke jivan par daya kar tujh bin aas lagau kis par bairi kul sansar bairi kul sansar padchinh jaise ghaav dil par putar ke jivan par daya kar tujh bin aas lagau kis par bairi kul sansar bairi kul sansar durga mata durga mata o sukh data jadu nagri ne sukh chhinaa dil toda jata hai seena chuk rahi man ki veena ulajh rahe hai tar vinti suno hamar jadu nagri ne sukh chhinaa dil toda jata hai seena chuk rahi man ki veena ulajh rahe hai tar vinti suno hamar durga mata durga mata o sukh data durga mata durga mata o sukh data