SONG: Dur Se Ek Pardesi Aaya (Male) - दूर से एक परदेसी आया

Dur Se Ek Pardesi Aaya (Male) - दूर से एक परदेसी आया

LYRICS:
dur se ek pardesi aaya dur se ek pardesi aaya puchho kya kya laya puchho kya kya laya dur se ek pardesi aaya dur se ek pardesi aaya puchho kya kya laya puchho kya kya laya gajre laya jhumke laya dekho tod ke taare laya gajre laya jhumke laya dekho tod ke taare laya bunde le lo challe le lo aji rang birange gahne le lo le lo tohfe mahlo ke koi galiyo me le aaya dur se ek pardesi aaya dur se ek pardesi aaya puchho kya kya laya puchho kya kya laya jhumar le lo jhumke le lo le lo chand ke tukde le lo jhumar le lo jhumke le lo le lo chand ke tukde le lo kangan mango haar kharido aji piya ke dil ka pyar kharido nili baake chudiya kaali baar baar nahi aane waali nili baake chudiya kaali baar baar nahi aane waali le lo koi dur se chal kar darwaje par aaya dur se ek pardesi aaya dur se ek pardesi aaya puchho kya kya laya puchho kya kya laya ye jhumar saajan ka jhula ye kangan dulhan ka gana ye jhumar saajan ka jhula ye kangan dulhan ka gana ye jhumke do chandani raate ye gajre do pyar ki baate kisi ke dil ne gajre mange kisi ko jhumar bhaya dur se ek pardesi aaya dur se ek pardesi aaya puchho kya kya laya puchho kya kya laya dur se ek pardesi aaya dur se ek pardesi aaya puchho kya kya laya puchho kya kya laya