SONG: Dur Se Ek Pardesi Aaya (Female) - दूर से एक परदेसी आया

Dur Se Ek Pardesi Aaya (Female) - दूर से एक परदेसी आया

LYRICS:
dur se ek pardesi aaya dur se ek pardesi aaya puchho kya kya laya puchho kya kya laya dur se ek pardesi aaya dur se ek pardesi aaya puchho kya kya laya puchho kya kya laya aasu laya aahe laya ujadi hui nigaahe laya aasu laya aahe laya ujadi hui nigaahe laya bikti hain aashaye le lo tute dil ki duaaye le lo le lo koi do roti hui aankhe lekar aaya dur se ek pardesi aaya dur se ek pardesi aaya puchho kya kya laya puchho kya kya laya ye jhumar virhaa ki kahani ye kangan barbaad jawani ye jhumar virhaa ki kahani ye kangan barbaad jawani ye jhumke ashqo ki ghadiya ye gajre aaho ki ladiya o dilwaalo koi dil ke tukde lekar aaya dur se ek pardesi aaya dur se ek pardesi aaya puchho kya kya laya puchho kya kya laya dur se ek pardesi aaya dur se ek pardesi aaya puchho kya kya laya puchho kya kya laya