SONG: Dur Ke O Chanda Aa Meree Banho Me Aa - दूर के ओ चंदा आ मेरी बाँहों में आ

Dur Ke O Chanda Aa Meree Banho Me Aa - दूर के ओ चंदा आ मेरी बाँहों में आ

LYRICS:
dur ke o chanda aa meri banho me aa dil me roshani kar aankho me tu muskura dur ke o chanda aa meri banho me aa ghar-ghar savan barse hai, pyasi mamta tarse ha ghar-ghar savan barse hai bin tere mera aangan suna-suna dur ke o chanda aa meri banho me aa dil me roshani kar aankho me tu muskura bholi bhali aankho me, inn matvali aankho me bholi bhali aankho me dil me hai jivan ka manahar sapna dur ke o chanda aa meri banho me aa dil me roshani kar aankho me tu muskura dur ke o chanda aa meri banho me aa dil me roshani kar aankho me tu muskura