SONG: Dur Kahin Koi Rota Hai - दूर कहीं कोई रोता हैं

Dur Kahin Koi Rota Hai - दूर कहीं कोई रोता हैं

LYRICS:
door kahin koi rota hai door kahin koi rota hai tan par pehra, bhatak raha man saathi hai kewal sunapan bichhad gaya kya sajan kisi ka bichhad gaya kya sajan kisi ka krandan sada karun hota hai door kahin koi rota hai janam divas par hum ithlate kyu na maran tyouhaar manate aantim yaatra ke avsar par aantim yaatra ke avsar par aamsu ka shagun hota hai door kahin koi rota hai antar roye, aankh na roye dhul jayege sawapan sanjoye chhalna bhare vishw mein kewal chhalna bhare vishw mein kewal sapna hi to sach hota hai door kahin koi rota hai is jeevan se mrityu bhali hai aatankit jab gali gali hai main bhi rota aaspaas jab main bhi rota aaspaas jab koi kahi nahi hota hai door kahin koi rota hai door kahin koi rota hai