SONG: Dur Bahut Aabadi Se, Ishk Ki Rangin Vadi Se - दूर बहुत आबादी से इश्क़ की रंगीं वादी से

Dur Bahut Aabadi Se, Ishk Ki Rangin Vadi Se - दूर बहुत आबादी से इश्क़ की रंगीं वादी से

LYRICS:
aa ha aa dur bahut aabadi se ishk ki rangin vadi se ye kaun sada deta hai pyar bhara ek dil hoga ya koyi bismil hoga jo apna pata deta hai dur bahut aabadi se ishk ki rangin vadi se ye kaun sada deta hai pyar bhara ek dil hoga ya koyi bismil hoga jo apna pata deta hai aa ha aa lehrati si ye raahe na jane kisko chaahe lehrati si ye raahe na jane kisko chaahe kiske didar ki pyasi hain inki khuli nigaahe kiske didar ki pyasi hain inki khuli nigaahe aas lagaye baithe rehna bhi to maja deta hai dur bahut aabadi se ishk ki rangin vadi se yeh kaun sada deta hai pyar bhara ek dil hoga ya koyi bismil hoga jo apna pata deta hai aa ha aa yeh parvat unche-unche kamoshi ke afasane yeh parvat unche-unche kamoshi ke afasane kyo dur khade basti se honge ye bhi diwane kyo dur khade basti se honge ye bhi diwane jane kis kisko diwana pyar bana deta hai dur bahut aabadi se ishk ki rangin vadi se yeh kaun sada deta hai pyar bhara ek dil hoga ya koyi bismil hoga jo apna pata deta hai