SONG: Dupatte Kee Girah Me Bandh Lijiye - दुपट्टे की गिरह में बांध लीजिये

Dupatte Kee Girah Me Bandh Lijiye - दुपट्टे की गिरह में बांध लीजिये

LYRICS:
dupate ki girah me bandh lijiye dupate ki girah me bandh lijiye mera dil hai kabhi kam ayega mera dil hai kabhi kam ayega dupate ki girah me bandh lijiye mera dil hai kabhi kam ayega mera dil hai kabhi kam ayega ye mana tum hasin ho najami ho mere dil me tum hi pardanashi ho kaha le jaogi tum aisi surat kabhi to hogi sathi ki jarurat mera dil hai ise sathi bana lo ise apni nigah me chupa lo dupate ki girah me bandh lijiye mera dil hai kabhi kam ayega mera dil hai kabhi kam ayega dupate ki girah me bandh lijiye mera dil hai kabhi kam ayega mera dil hai kabhi kam ayega mere dil se na ab daman bachao tumhe meri kasam hai tum pas aao mera dil pyar me duba huwa hai tumhari yad me khoya huwa hai mera dil aapse badhkar hasin hai hasino ki tarah katil nahi hai dupate ki girah me bandh lijiye mera dil hai kabhi kam ayega mera dil hai kabhi kam ayega dupate ki girah me bandh lijiye mera dil hai kabhi kam ayega mera dil hai kabhi kam ayega jawani tak hai ye sare jhamele na honge aashiki ke phir ye mele karegi ye umar jab bewafayi chura legi najar sari khudayi mera dil hi tumhe dega sahara banega tufan me kinara dupate ki girah me bandh lijiye mera dil hai kabhi kam ayega mera dil hai kabhi kam ayega dupate ki girah me bandh lijiye mera dil hai kabhi kam ayega mera dil hai kabhi kam ayega