SONG: Dupatta Odhe Nikli Bahara Dekho Yaara - दुपट्टा ओढ़े निकली बहारा देखो यारा

Dupatta Odhe Nikli Bahara Dekho Yaara - दुपट्टा ओढ़े निकली बहारा देखो यारा

LYRICS:
dupatta odhe nikli bahara dekho yara ye gulbadani dupatta odhe nikli bahara dekho yara ye gulbadani jab thaami ungli mehandi wali chubh gaye dil me khara dekho yara ye gulbadani dupatta odhe nikli bahara dekho yara ye gulbadani najuk badan pe sab hai mere hi dage jigar ke gulbute rama dage jigar ke gulbute par jo kaha yahi pyar se to kahne lagi ke chal jhuthe wo rangi se ikrara the or hum samjhe inkara the dekho yara ye gulbadani dupatta odhe nikli bahara dekho yara ye gulbadani oho surma laga udhar to yaha pe dariya baha hai aansu ka rama dariya baha hai aansu ka jab paan khake jalim chali to hamne yaha lahu thuka jite hai na to marte hai ab ham dil ke bimara dekho yara ye gulbadani dupatta odhe nikli bahara dekho yara ye gulbadani dekha to hai hame pyar se isi ki abhi jarurat hai oho isi ki abhi jarurat hai ulfat kare to kya baat hai ke thukra bhi de to kismat hai ye sartaaje mohabbat ye jane dildara dekho yara ye gulbadani dupatta odhe nikli bahara dekho yara ye gulbadani jab thami ungli mehandi wali chubh gaye dil me khara dekho yara ye gulbadani dupatta dupatta dupatta odhe nikli bahara dekho yara ye gulbadani