SONG: Duniyaa Men Nahi Zamaanaa Sach Kahataa Hai - दुनिया में नहीं जमाना सच कहता है

Duniyaa Men Nahi Zamaanaa Sach Kahataa Hai - दुनिया में नहीं जमाना सच कहता है

LYRICS:
duniya me, duniya me duniya me nahi koi yaar wafadaar zamana sach kahta hai, zamana sach kahta hai yaha karna kisi se pyaar hai bekaar zamana sach kahta hai, zamana sach kahta hai dukh-dard kaa hai baazaar ye sansaar zamana sach kahta hai, zamana sach kahta hai milna hai yaha dushwaar dil ko karaar zamana sach kahta hai, zamana sach kahta hai kar gaye wo bhi hamse kinara jinko basaya man me pyaar ki baazi jit saka hai koi na is jiwan me koi na is jiwan me hoti hai yaha har baar dil ki haar zamana sach kahta hai, zamana sach kahta hai kismat ne majbur banakar chhin liya sukh hamse kaaya is qaid me aa kar kaun bacha hai gam se kaun bacha hai gam se chalte hai yaha par waar gam ke hazaar zamana sach kahta hai, zamana sach kahta hai