SONG: Duniya Yeh Kehti Hai Meri Kismat Me Likhi - दुनिया ये कहती है मेरी किस्मत में लिखी

Duniya Yeh Kehti Hai Meri Kismat Me Likhi - दुनिया ये कहती है मेरी किस्मत में लिखी

LYRICS:
dunia ye kahti hai meri kismat me likhi wo jo piche baithi hai mera dil ye kahta hai din me sapna dekhe hai wo jo aage baitha hai ye sapna nahi jaalim sacchi sacchi pyar ho gaya tu kah de mujhe baalam jab humko na paoge chup chup ke o pagle tum ashq bahaoge ab dil me ye thaani hai ye tujhe pana hai ya jaan gawani hai mai shor macha dungi chup na raha jo tu mai kaid kara dungi kah do is kafir ko gori gori baho me kar kaid musafir ko tu rok khatare ko main tere sahare ko