SONG: Duniya To Yeh Kehti Hai Insan Kahan Hai - दुनिया तो ये कहते है इंसानों कहाँ है

Duniya To Yeh Kehti Hai Insan Kahan Hai - दुनिया तो ये कहते है इंसानों कहाँ है

LYRICS:
he bhagwan kaha hai bhagwan, bhagwan insan ne insan pe kya julm kiya hai apna hi lahu tha jise hans hans ke piya hai bichhade hue maao se ye aankho ke ujale bichhade hue maao se ye aankho ke ujale jhule se nikl kar hue kanto ke hawale bhagwan, bhagwan is desh ki vo deviyan nangi hui tan se uth uth ke nikalti thi jo suraj ke kiran se mandir me na bhakti hai, na masjid me ada hai aawaz de soye hue bhagwan kaha hai bhagwan, bhagwan manjil hai kahan inki ki kaha jaye ye rahi hai chhai hui raah me kismat ki syahi phulo ko taraste hai jo rahte the chaman me begane hue aaj ye apne hi vatan me bhagwan jo tu hai to bata inko thikana varna tujhe bhagwan kahega na zamana bhagwan, bhagwan