SONG: Duniya Se Shikayat Kaun Kare - दुनिया से शिकायत कौन करे

Duniya Se Shikayat Kaun Kare - दुनिया से शिकायत कौन करे

LYRICS:
duniya se shikayat kaun kare duniya se shikayat kaun kare arman bhara dil tut gaye ye kaun aaya chupke chupke khushiyo ke chaman ko lut gaya duniya se shikayat kaun kare ye kaisi bahare hain dil me ye kaisi bahare hain dil me aasha ke kamal murjhane lage aasha ke kamal murjhane lage wo daman bhi kya daman hain wo daman bhi kya daman hain jo haath me aakar chhut gaya duniya se shikayat kaun kare jalti hain chita jo dil me tere aaho se laga ashqo se bujha aaho se laga ashqo se bujha jal jal ke mohabbat kahati hain jal jal ke mohabbat kahati hain dil tut gaya dil tut gaya dil tut gaya dil tut gaya hay ruth gaya