SONG: Duniya Se Mitaye Mujhe - दुनिया से मिटाये मुझे या फिर से बुलाये

Duniya Se Mitaye Mujhe - दुनिया से मिटाये मुझे या फिर से बुलाये

LYRICS:
duniya se mitaye mujhe ya fir se bulaye duniya se mitaye mujhe ya fir se bulaye mar ke bhi meri khak se puche ki tum aaye mar ke bhi meri khak se puche ki tum aaye dekhoge dikhayegi ise meri mohabbat dekhoge dikhayegi ise meri mohabbat yad aayengi rah rah ke tumhe meri wafaye yad aayengi rah rah ke tumhe meri wafaye armano ki duniya liye duniya se chale hai armano ki duniya liye duniya se chale hai kah do wo humare liye aansu na bahaye kah do wo humare liye aansu na bahaye