SONG: Duniya Pagal Hai, Ya Phir Main Diwana - दुनिया पागल है या फिर मैं दीवाना

Duniya Pagal Hai, Ya Phir Main Diwana - दुनिया पागल है या फिर मैं दीवाना

LYRICS:
duniya pagal hai ya phir main deewana mujhko chahti hai zulfo me uljhana duniya pagal hai ya phir main deewana ye baahe jinko tum gale ka har samjhe ho gesu ki jinko tum mahkata pyar samjhe ho ye baahe jinko tum gale ka haar samjhe ho gesu ki jinko tum mahkata pyar samjhe ho har hai fanda, pyar hai khanjar har hai fanda, pyar hai khanjar, tum ho nishana jiyo mere shagird, thank you duniya pagal hai ya phir main deewana duniya pagal hai ya phir main deewana aazadi hai to tum ho shehzade mere pyaaro shaadi hui to samjho bhikari ban gaye yaaro aazadi hai to tum ho shehzade mere pyaaro shaadi hui to samjho bhikari ban gaye yaaro jo hai akela, woh albela jo hai akela, woh albela, uska zamaana arre shaabash mere shagird, thank you duniya pagal hai ya phir main deewana duniya pagal hai ya phir main deewana choodi jo chhanke to kaho talwaar chhanki hai payal baje bhago ki yeh khatre ki ghanti hai choodi jo chhanke to kaho talwaar chhanki hai payal baje bhago ki yeh khatre ki ghanti hai padne na paye, husn ka saaya padne na paye, husn ka saaya, dekho bachaana arre wah-wah mere shagird, thank you duniya pagal hai ya phir main deewana duniya pagal hai ya phir main deewana mujhko chahti hai zulfo me uljhana duniya pagal hai ya phir main deewana ya phir main deewana