SONG: Duniya Ne To Mujhko Chhod Diya - दुनिया ने तो मुझको छोड़ दिया

Duniya Ne To Mujhko Chhod Diya - दुनिया ने तो मुझको छोड़ दिया

LYRICS:
duniya ne to mujhko chhod diya khub kiya arey khub kiya botal ki taraf muh mod diya botal ki taraf muh mod diya khub kiya arey khub kiya wo ghadiya khawab ki ghadiya thi mai jin ghadiyo me jaga tha duniya ki khushi ek saya thi duniya ki khushi ek saya thi mai jiski lagan me bhaga tha mai jiski lagan me bhaga tha pavo ko jo mere tod diya khub kiya arey khub kiya botal ki taraf muh mod diya khub kiya arey khub kiya jab mujhse zamana dur hua jab mujhse zamana dur hua botal ne kaha batau kya kaha har dard ke mare ko ek din to padti hai jarurat to meri padti hai jarurat to meri tute huye dil ko jod diya khub kiya arey khub kiya duniya ne to mujhko chhod diya khub kiya arey khub kiya