SONG: Duniya Ne Teree Duniya Wale - दुनिया ने तेरी दुनिया वाले

Duniya Ne Teree Duniya Wale - दुनिया ने तेरी दुनिया वाले

LYRICS:
duniya ne teri duniya wale sukh chain hamara chin liya sukh chain hamara chin liya pehle toh basayi dil me khushi phir dil kaa sahara chhin liya phir dil kaa sahara chhin liya duniya ne teri duniya wale kya kam hame ab jine se marne ki duayen kyon na kare kyon na kare tufan me kashti aan phansi maujo ne kinara chin liya maujo ne kinara chin liya duniya ne teri duniya wale aye gam ki ghata ja aur kahi aye gam ki ghata ja aur kahi ab pas hamare kuchh bhi nahi ab pas hamare kuchh bhi nahi kuchh bhi nahi chamkaya tha jisne kismat ko tune woh sitara chin liya tune woh sitara chin liya duniya ne teri duniya wale sukh chain hamara chin liya sukh chain hamara chin liya duniya ne teri duniya wale