SONG: Duniya Ne Mujhe Tadpaya, Kismat Ne Mujhe Uljhaya - दुनिया ने मझे तड़पाया, किस्मत ने मुझे उलझाया

Duniya Ne Mujhe Tadpaya, Kismat Ne Mujhe Uljhaya - दुनिया ने मझे तड़पाया, किस्मत ने मुझे उलझाया

LYRICS:
duniya ne mujhe tadpaya kismat ne mujhe uljaya mere pyar ne mujhko sataya mere yaar ne mujhko rulaya to meri janam kundali meri janam kundali dekh ke itna to batla de jo todd ke bandhan prem deewani preetam ki kab hogi meri janam kundali dekh ke itna to batala de jo todd ke bandhan prem deewani preetam ki kab hogi are janam kundali bhul ke bala karam kundali pe aa ja jo baato se na mana vo lato se ab manega ye preet bani kyu dushman ye pyar kaha le aaya najuk ye dil ka sheesa iss pathar se takraya kab waqt ka palte pasa aise bhi waqt aate hai dil ke najuk sheese se pathar bhi tuth jate hai are waqt pyar ke dushman ko din me taare dikhla dega jo baato se na mana vo lato se ab manega uski mahfil me dil bande sone chandi ki janjeere vo kagaz ke tukaro pe likhta hai pyar ki taqdeere sone chandi ki maaya taqdeer kya badlegi toofan uthega aisa kagaz ki naav dubegi jab paani sar chadh jaye sailab aata hai jab paap bad jaye to sab dub jata hai koi raban ad jaye to fir raam aata hai jab raam fas jaye to hanuman aata hai pyar agar jidh pe aaya to paani me aag laga dega jo baato se na mana vo lato se ab manega meri janam kundali dekh ke itna to batla de jo todd ke bandhan prem deewani preetam ki kab hogi are janam kundali bhul ke bala karam kundali pe aa ja jo baato se na mana vo lato se ab manega