SONG: Duniya Na Maane, Ho Sakata Hai Kaanton Se Bhi Phool Ki Khushbu - दुनिया ना माने, हो सकता हैं कांटो से भी फूल की खुशबु

Duniya Na Maane, Ho Sakata Hai Kaanton Se Bhi Phool Ki Khushbu - दुनिया ना माने, हो सकता हैं कांटो से भी फूल की खुशबु

LYRICS:
jab tum jag me aaye the jag hansmukh tum roye aisi karni kar chalo tum hansmukh jag roye aa na mane ho sakta hai kaanto se bhi phul ki khushbu aaye duniya na mane, duniya na mane ho sakta hai sagar bhi mitha pani ban jaye duniya na mane, duniya na mane ye duniya chand lakire khenche aur chalti jaye na mane kabhi kisi ki bas apni hi manwaye ho sakta baat pate ki pagal bhi kah jaye duniya na mane, duniya na mane girte ko sabne dekha par kisne diya sahara chamke to tara mane aur tute to angara ho sakta hai angara ek din shabnam ban jaye duniya na mane, duniya na mane ho sakta hai kaanto se bhi phul ki khushbu aaye duniya na mane, duniya na mane ho sakta hai sagar bhi mitha pani ban jaye duniya na mane, duniya na mane