SONG: Duniya Mein Kitna Gham Hai (Male) - दुनिया में कितना गम है

Duniya Mein Kitna Gham Hai (Male) - दुनिया में कितना गम है

LYRICS:
char dino ki khusiya hai char dino ke mele hai main apni kya bat kru sare log akele hai main apni kya bat kru sare log akele hai kon kisi ka humdham hai mera gam kitna kam hai duniya me kitna gam hai mera gam kitna kam hai logo ka gam dekha to main apna gam bhul gaya duniya me kitna gam hai mera gam kitna kam hai apno ki begano ki prit badalti rahti hai is bairi rit zamane ki rit badalti rahti hai is bairi rit zamane ki rit badalti rahti hai ye duniya ek mausam hai mera gam kitna kam hai duniya me kitna gham hai mera gam kitna kam hai logo ka gam dekha to main apna gam bhul gaya