SONG: Duniya Mein Aake Jisne Dekha Na Pyar Ma Ka - दुनियाँ में आके जिसने देखा ना प्यार माँ का

Duniya Mein Aake Jisne Dekha Na Pyar Ma Ka - दुनियाँ में आके जिसने देखा ना प्यार माँ का

LYRICS:
dunia me aake jisne dekha na pyar maa ka wo phul hai khuda ka wo phul hai khuda ka dunia me aake jisne dekha na pyar maa ka wo phul hai khuda ka wo phul hai khuda ka kismat kabhi na likhe yu dasta kisi ki kismat kabhi na likhe yu dasta kisi ki bachpan me is tarah to bichade na maa kisi ki dusman pe bhi na tute ye kahar aasma ka ye kahar aasma ka dunia me aake jisne dekha na pyar maa ka wo phul hai khuda ka wo phul hai khuda ka do roz tujhko lori deke bhi na sulaya do roz tujhko lori deke bhi na sulaya mamata bhari dua se na god me khilya masum ki khata kya kya dosh bejuba ka kya dosh bejuba ka dunia me aake jisne dekha na pyar maa ka wo phul hai khuda ka wo phul hai khuda ka