SONG: Duniya Me Paise Bina Kaise Ham Jiyenge - दुनियां में पैसे बिना कैसे हम जियेंगे

Duniya Me Paise Bina Kaise Ham Jiyenge - दुनियां में पैसे बिना कैसे हम जियेंगे

LYRICS:
phul shahra me to khilta nahi muft me to jahar bhi milta nahi duniya me paise bina kaise hum jiyenge jaise bhi jeena pada vaise hum jiyenge jee na sakenge to bhi gam nahi ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi o duniya me paise bina kaise hum jiyenge jaise bhi jeena pada vaise hum jiyenge jee na sakenge to bhi gam nahi ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi laila se majnu ko jo pyar tha majnu kya koi sahukar tha heer ki julf ka seer tha ranjha kya itna ameer tha jaise vo jiye piya hum bhi jiyenge duniya me paise bina kaise hum jiyenge jaise bhi jeena pada vaise hum jiyenge jee na sakenge to bhi gam nahi ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi ye sach hai mai bhi nadan tha mere dil me ye arman tha sone chandi me tujhe tol du ab lekin dil ki baat bol du aise hum karenge pyar aise hum jiyenge duniya me paise bina kaise hum jiyenge jaise bhi jeena pada vaise hum jiyenge jee na sakenge to bhi gam nahi ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi ke pyar ki maut bhi jindgi se kam nahi