SONG: Duniya Me Nahi Hogi Tere Mere Jaise Jod - दुनिया में नहीं होगी तेरे मेरे जैसी जोड़ी

Duniya Me Nahi Hogi Tere Mere Jaise Jod - दुनिया में नहीं होगी तेरे मेरे जैसी जोड़ी

LYRICS:
duniya me nahi hogi tere mere jaisi jodi duniya me nahi hogi tere mere jaisi jodi ajay vijay ho ho ho ho humne apne pyar ke pichhe sari duniya chhodi duniya me nahi hogi tere mere jaisi jodi duniya me nahi hogi o tere mere jaisi jodi hum to aag ke gole o ho ho ho o hum to aag ke gole sine me liye phire barso nafrat ke shole ajay vijay vijay ajay uska hai ehsaan ke jisne akal hume di thodi duniya me nahi hogi tere mere jaisi jodi duniya me nahi hogi o tere mere jaisi jodi o tere mere jaisi jodi o tere mere jaisi jodi duniya me nahi hogi tere mere jaisi jodi duniya me nahi hogi o tere mere jaisi jodi ghar ho ya virana humko to har ek manjil pe yahi nagma gaana ajay vijay ho ho ho ho ho ho ho ho kasam jo hume sang rahne ki kasam kisi ne todi duniya me nahi hogi tere mere jaisi jodi chand pahad ka tukda suraj ki kiran padne se dikhe uska mukhda ajay vijay vijay ajay o ho o ho o ho o ho amar abhi to hai jag me chand suraj ki jodi duniya me nahi hogi o tere mere jaisi jodi o tere mere jaisi jodi o tere mere jaisi jodi