SONG: Duniya Me Mohabbat - दुनिया में मोहब्बत वालों की तक़दीर बदलती रहती है -२

Duniya Me Mohabbat - दुनिया में मोहब्बत वालों की तक़दीर बदलती रहती है -२

LYRICS:
duniya me mohabbat walon ki taqdeer badalti rehti hai duniya me mohabbat walon ki taqdeer badalti rehti hai sheesha to wohi rehta hai magar tasveer badalti rehti hai duniya mein mohabbat walon ki khoye the khushi ke khawaab me hum jab aankh khuli kuchh bhi na raha jab aankh khuli kuchh bhi na raha ulfat ke sunehre khwaabon ki tabeer badalti rehti hai sheesha to wohi rehta hai magar tasveer badalti rehti hai duniya mein mohabbat walon ki duniya hai yeh wo duniya jisme ek dard mitey ek dard miley ek dard mitey ek dard miley qaidi to wohi rehta hai magar zanjeer badalti rehti hai sheesha to wohi rehta hai magar tasveer badalti rehti hai duniya mein mohabbat walon ki hum to ye duayen karte the aabad rahe duniya apni aabad rahe duniya apni lekin yeh hamein maloom na tha taseer badalti rehti hai sheesha to wohi rehta hai magar tasveer badalti rehti hai duniya me mohabbat walon ki taqdeer badalti rehti hai duniya me mohabbat walon ki