SONG: Duniya Me Kitna Gham Hai (Female) - दुनिया में कितना ग़म हैं

Duniya Me Kitna Gham Hai (Female) - दुनिया में कितना ग़म हैं

LYRICS:
duniya mein kitna gham hai mera gham kitna kam hai duniya mein kitna gham hai mera gham kitna kam hai logo ka gham dekha to mein apna gham bhul gayi duniya mein kitna gham hai mera gham kitna kam hai logo ka gham dekha to mein apna gham bhul gaya duniya mein kitna gham hai mera gham kitna kam hai koi ek hazaro mein shayad hi khus hota hai koi kisi ko rota hai koi kisi ko rota hai koi kisi ko rota hai koi kisi ko rota hai ghar ghar mein ye maatam hai mera gham kitna kam hai duniya mein kitna gham hai mera gham kitna kam hai iska hain rang roop yahin isko jeevan kahete hai kabhi hasi aa jati hai kabhi ye aanso kahete hai kabhi hasi aa jati hai kabhi ye aanso kahete hai dukh sukh ka ye sangam hai mera gham kitna kam hai duniya mein kitna gham hai mera gham kitna kam hai logo ka gham dekha to mein apna gham bhul gaya duniya mein kitna gham hai mera gham kitna kam hai