SONG: Duniya Me Jina Hi Padega - दुनिया में जीना ही पड़ेगा

Duniya Me Jina Hi Padega - दुनिया में जीना ही पड़ेगा

LYRICS:
dunia me jeena hi padega jiye ja jiye ja jiye ja jiye ja dunia me jeena hi padega jiye ja jiye ja jiye ja jiye ja khune jigar pina hi padega piye ja jiye ja kadam kadam par hawa buri hai kadam kadam par hawa buri hai kahi pe kate kahi churi hai dil ke jakham siye ja dil ke jakham siye ja jiye ja jiye ja jal jal ke rahna hi hoga jal jal ke rahna hi hoga bhul ke sitam sahna hi hoga khun ke ghut piye ja khun ke ghut piye ja jiye ja jiye ja dunia se kuch kam na le dukh le le dukh le le aaram na le apna kam kiye ja apna kam kiye ja jiye ja jiye ja dunia me jina hi padega jiye ja jiye ja