SONG: Duniya Me Hai Bande Pyare Daulat Ke - दुनिया में हैं बंदे प्यारे दौलत के

Duniya Me Hai Bande Pyare Daulat Ke - दुनिया में हैं बंदे प्यारे दौलत के

LYRICS:
duniya me hai bande pyare daulat ke baye hath ke dhadhe sare daulat ke humma heli baba teli sab matwale daulat ke jaha dekho waha dekho fande sare daulat ke daulat sab ke eb chupaye daulat ka hai bol bala, bol bala char dino ki chandni me iski roshni sabse aala, sabse aala saari duniya chalti hai sahare daulat ke duniya me hai bande pyare daulat ke baye hath ke dhadhe sare daulat ke humma heli baba teli sab matwale daulat ke jaha dekho waha dekho fande sare daulat ke ye daulat iman kharide ye daulat insan kharide ye daulat iman kharide ye daulat insan kharide daulatwala take take me likh likh ke arman kharide bade gazab ke khel hai nyare nyare daulat ke daulat ke hai sab diwane daulat ke hai sab diwane ek shama hai laakh parwane ek shama hai laakh parwane duniya me hai itne sethe duniya me hai itne sethe gali gali me mehto ne o dekho gali gali me mehto ne rang ragile hai humaare pyare daulat ke duniya me hai bande pyare daulat ke baye hath ke dhadhe sare daulat ke humma heli baba teli sab matwale daulat ke jaha dekho waha dekho fande sare daulat ke