SONG: Duniya Me Dilwalo Le Lo Maze Pyar Ke - दुनिया मे दिलवालो लेलो मज़े प्यार के

Duniya Me Dilwalo Le Lo Maze Pyar Ke - दुनिया मे दिलवालो लेलो मज़े प्यार के

LYRICS:
dekho chhoti si hai jindgani ik khwab ka nam jawani jab aye sone wale nind me khone wale kahi ye jawani chhup jaye na pukar ke kahi ye jawani chhup jaye na pukar ke din hai bahar ke lelo maze pyar ke duniya me dilwalo le lo maze pyar ke din hai bahar ke haske jamane me khushiyo ke jam pi lo khushiyo ke jam pi lo masti me dub ke ji lo dilwalo ji lo o jine walo ji lo kar lo murade puri sab kuchh har ke kar lo murade puri sab kuchh har ke din hai bahar ke lelo maze pyar ke duniya me dilwalo le lo maze pyar ke din hai bahar ke kabhi duniya me sar na jhukana teri thokar me hai jamana ye bairi duniya wale bade hai dil ke kale kabhi na gulam bano jhuthe sansar ke kabhi na gulam bano jhuthe sansar ke duniya me dilwalo le lo maze pyar ke din hai bahar ke