SONG: Duniya Me Baap Ke Dwar Se Beti - दुनिया में बाप के द्वारे से बेटी

Duniya Me Baap Ke Dwar Se Beti - दुनिया में बाप के द्वारे से बेटी

LYRICS:
duniya me baap ke dware se beti ki vidayi hoti hai mai tujhse vida mangu beti meri ladli tu kyu roti hai pana khona hansna rona ye khel nasib ke nyare hai mat rok tu mujh banjare ko hum janam ke bahte dhare hai hum janam ke bahte dhare hai