SONG: Duniya Me Aaya Hai To Phool Khilaye Ja - दुनिया में आया है तो फूल खिलाए जा

Duniya Me Aaya Hai To Phool Khilaye Ja - दुनिया में आया है तो फूल खिलाए जा

LYRICS:
duniya mein aaya hai to phul khilaye ja aansu kisi ke le ke kushiyaan lutaye ja duniya mein aaya hai to chhoti si zindagi teri hans ke guzaar de apni bigad ke kisi ki sanvar de jo ho begana yaha apna banaye ja aansu kisi ke le ke kushiyan lutaye ja aaya tha pyaar se to jana bhi pyaar se karna gila naa kabhi jaati bahaar se aaya tha pyar se to jaana bhi pyar se karna gila na kabhi jaati bahar se dil par jo bit rahi hai dil mein chhupaye ja aansu kisi ke le ke kushiya lutaye ja aaj teri aarzuu ban gayi dasta phulo pe aaj hota tera bhi aashiya bujh gayi shama teri kisi ki jalaye ja aansu kisi ke le ke kushiya lutaye ja