SONG: Duniya Main Sabse Jo Gahra Nasha Hai - दुनिया में सबसे जो गहरा नशा है

Duniya Main Sabse Jo Gahra Nasha Hai - दुनिया में सबसे जो गहरा नशा है

LYRICS:
dunia me sabse jo gahra nasha hai aisa nasha jo kabhi nahi utra hai kya hai wo nasha hai usi ko pata jise pyar hua hai pyar sanso me aandhi hai pyar dhadkan me tufa hai pyar aankho ki masti pyar milne ka arman pyar sanso me aandhi hai pyar dhadkan me tufa hai pyar aankho ki masti pyar milne ka arman dunia me sabse jo gahra nasha hai aisa nasha jo kabhi nahi utra hai kya hai wo nasha hai usi ko pata jise pyar hua hai pyar shola jaha jaye tan jalaye man jalaye pyar jalwa jindagi ka nahi chupta jo chupaye dunia me sabse jo gahra nasha hai aisa nasha jo kabhi nahi utra hai kya hai wo nasha hai usi ko pata jise pyar hua hai pyar raho ka sathi pyar manjil ka tara pyar ki pyari khushiya pyar ka gum bhi pyara pyar raho ka sathi pyar manjil ka tara pyar ki pyari khushiya pyar ka gum bhi pyara tum bhi sharabi or wo bhi sharabi ek hai tum dono ki kharabi tumne kaha hai ye pyar nasha nahi sach ye jara bhi pyar me koi jite pyar me koi hare pyar hai dil ki baji pyar ko samjho pyare pyar me koi jite pyar me koi hare pyar hai dil ki baji pyar ko samjho pyare pyar chahe to hasaye pyar chahe to rulaye pyar kya hai bolo tumhe kaise koi samjhaye dunia me sabse jo gahra nasha hai aisa nasha jo kabhi nahi utra hai kya hai wo nasha hai usi ko pata jise pyar hua hai pyar hota hai bazi pyar se ab kya darna pyar me jo jinda hai pyar me unko marna