SONG: Duniya Kya Hai Dafa Karo - दुनिया क्या है दफा करो

Duniya Kya Hai Dafa Karo - दुनिया क्या है दफा करो

LYRICS:
kal kya hoga ye hosh kise kal kya guzri kuch yad nahi sab chhod ke aaya hu piche bhuli bisri kuch yad nahi duniya kya hai dafa karo are thokar maro aaj hai to pyare mufat me dard kyo ho aaj ki hasi me kal ka dard kyo ho aaj hai to pyare mufat me dard kyo ho aaj ki hasi me kal ka dard kyo ho kal ki bat kal kal ki bat kal hai ke dekh ye hi pal hai kal ki bat kal hai ke dekh ye hi pal hai har khushi ka duniya kya hai dafa karo are thokar maro ada karo ja ke dur kitne zakhm humne khaye subha ke bhatakte sham ghar ko aaye ja ke dur kitne zakhm humne khaye subha ke bhatakte sham ghar ko aaye sham hai to aa sham hai to aana ke abhi hai zamana sham hai to aana ke abhi hai zamana dosti ka duniya kya hai dafa karo are thokar maro ada karo ho kabhi diwana ye rag na bhulana ho kabhi diwana ye rag na bhulana zindagi ka duniya kya hai dafa karo are thokar maro ada karo