SONG: Duniya Kisi Ko Haye Majbur Na Kare - दुनिया किसी को हाय, मजबूर ना करे

Duniya Kisi Ko Haye Majbur Na Kare - दुनिया किसी को हाय, मजबूर ना करे

LYRICS:
duniya kisi ko haye, majbur na kare bachapan me maa baap kabhi dur na kare nanahi si jaan bekasur, majbur uska haal wo saans ek charo or laakh laakh jaaye buri nigah zamane ki aur meri jawani buri nigah zamane ki aur meri jawani ab thamo jigar aur suno meri kahani ab thamo jigar aur suno meri kahani kirdaar naya, ruh nayi, saaz naye the sangeet naye, geet naye, pyar naye the kirdaar naya, ruh nayi, saaz naye the sangeet naye, geet naye, pyar naye the naach uthte sun mera jadu tarana naach uthte sun mera jadu tarana mutthi me liye baihti thi, main sara zamana mutthi me liye baihti thi, main sara zamana din the mere khushiyon bhare din the mere khushiyon bhare, raat suhaani ab thamo jigar aur suno meri kahani kaun aaya zindagi me, jivan badal gaya kaun aaya zindagi me, jivan badal gaya betaab na tha chaand betaab na tha chaand, pal bhar me dhal gaya koi use bataaye ki, ab main kya karun koi use bataaye ki, ab main kya karun bhadkegi aag dil me bhadkegi aag dil me, kyu kar mana karu ab kasie thame haye ab kasie thame haye, ashqo ki rawaani ye dard bhari ranj bhari meri kahani ye dard bhari ranj bhari meri kahani