SONG: Duniya Ki Halat Naram Naram - दुनिया की हालत नरम नरम

Duniya Ki Halat Naram Naram - दुनिया की हालत नरम नरम

LYRICS:
duniya ki halat naram naram ho duniya ki halat naram naram halwa chhodo puri chhodo bhajiye khalo garam garam ho duniya ki halat naram naram tune bhi muft ki khai hai kya tu bhi mera bhai hai o kya tu bhi mera bhai hai meri hi tarah honge mistar tere pichhle janam ke karam karam ho munna pichhle janam ke karam karam ho duniya ki halat naram naram halwa chhodo puri chhodo bhajiye khalo garam garam duniya ki halat naram naram hum tumko kaha se de bhiksha jakar ke khencho riksha ho munna jakar ke khencho riksha mat desh pe apne bojh bano hai yahi hamara dharam dharam hai yahi hamara dharam dharam hoye duniya ki halat naram naram halwa chhodo puri chodo bhajiya khalo garam garam duniya ki halat naram naram chaar aane me insan bike do aane me imaan bike chaar aane me insan bike do aane me imaan bike ek aane me bhagwan bike aye duniya walo shame shame shame aye duniya walo sharam sharam o duniya ki halat naram naram halwa chhodo puri chhodo bhajiye khalo garam garam duniya ki halat naram naram