SONG: Duniya Ki Bhi Sun Lo - दुखिया की भी सुन लो भगवान तुम्ही हो

Duniya Ki Bhi Sun Lo - दुखिया की भी सुन लो भगवान तुम्ही हो

LYRICS:
dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho tumne to basaya mere jiwan ka shiwala tumne to basaya mere jiwan ka shiwala kismat ne magar chhin liya un ka ujala mitati hui aashao ki ab jaan tumhi ho mitati hui aashao ki ab jaan tumhi ho bhagwan tumhi ho dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho hai rat andheri na kahi khud ko dubo le hai rat andheri na kahi khud ko dubo le tufan me khati hai meri naav jhikole tufan me khati hai meri naav jhikole ab jis ke sahare hun wo arman tumhi ho ab jis ke sahare hun wo arman tumhi ho bhagwan tumhi ho dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho tuta sa dil aankho me liye haye tuta sa sil aankho me liye gam ki udasi apno ki bhi thukarai hui aai hai dasi aai hai dasi gam ki udasi apno ki bhi thukarai hui aai hai dasi aai hai dasi kar de meri muskil ko jawasan tumhi ho bhagwan tumhi ho dukhiya ki bhi sun lo bhagwan tumhi ho