SONG: Duniya Ke Maze Le Le - दुनिया का मजा ले लो दुनिया तुम्हारी है दुनिया तुम्हारी है

Duniya Ke Maze Le Le - दुनिया का मजा ले लो दुनिया तुम्हारी है दुनिया तुम्हारी है

LYRICS:
duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya ko laat maro duniya salam kare duniya ko laat maro duniya salam kare mud mud salam karejhuk jhuk salam kare piche piche salam kare kabhi namste ji to kabhi ram ram kare kabhi namste ji to kabhi ram ram kare duniya ke bap ho tum duniya ke bap ho tum muniya tumhari hai ji muniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ye duniya tumhari hai duniya se daroge to duniya dabayegi duniya se daroge to duniya dabayegi aankhe dikhayegi rob jamayegi hasi udayegi chain na lene degi jaan jalayegi chain na lene degi jaan jalayegi taan ke sina chlo taan ke sina chlo chuniya tumhari hai ji chuniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ye duniya tumhari hai duniya ke jitne nazare hai tumhare hai ji duniya ke jitne nazare hai tumhare hai ye phul tumhare hai sitare tumhare hai chanda tumhara hai chandniya tumhari hai chanda tumhara hai chandniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ye duniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai