SONG: Duniya Ke Logo Lo Himmat Se Kaam - दुनिया के लोगो लो हिम्मत से काम

Duniya Ke Logo Lo Himmat Se Kaam - दुनिया के लोगो लो हिम्मत से काम

LYRICS:
duniya ke logo o duniya ke logo duniya ke logo lo himmat se kaam sabki fikar rakhne wala hai raam duniya ke logo o duniya ke logo duniya ke logo prabhu ne banaye hai ham sabke vaste ham sabke vaste is sansar ke tede mede raste tede mede raste chale chalo ai pardesi musafiro dhire dhire aasate aasate dhire dhire aasate aasate ladna hai tujhe jivan sangram sabki fikar rakhne wala hai raam duniya ke logo o duniya ke logo duniya ke logo chote chote khatro se darte kyu ho ghadi ghadi aahe barte kyu ho chote chote khatro se darte kyu ho ghadi ghadi aahe barte kyu ho sabko milte yaha khushi aur gam khushi aur gham kisi ko jyada babu kisi ko kam o kisi ko kam malik jo de tumko pee lo vo jham duniya ke logo lo himmat se kaam sabki fikar rakhne wala hai raam duniya ke logo o duniya ke logo duniya ke logo bach bach ke chalna aur pag pag pe ladna aise jine se behtar hai marna behtar hai marna aji behtar hai marna feko patwar aur langar ko tod do apni nauka ko aaj tat par hi chhod de sagar me kudh pado lekar hari naam duniya ke logo lo himmat se kaam sabki fikar rakhne wala hai raam duniya ke logo o duniya ke logo o duniya ke logo duniya ke logo o duniya ke logo o duniya ke logo duniya ke logo o duniya ke logo o duniya ke logo