SONG: Duniya Ke Anyayon - दुनिया के अन्यायों

Duniya Ke Anyayon - दुनिया के अन्यायों

LYRICS:
duniya ke anyayon duniya ke anyayon anyay ki hoti khair nahi bhagwan ke ghar ka nayay atal waha der magar andher nahi duniya ke anyayon sati ke sat me tej chhupa hai aag ka chhin sake na sukh koi mere bhaag ke sati ke sat me tej chhupa hai aag ka chhin sake na sukh koi mere bhaag ke aandhi ho barsat ho ya tufan ho bujh na sakega dipak mere suhag ka sach ki hogi sach ki hogi jeet sada jisme hai jara bhi fer nahi bhagwan ke ghar ka nayay atal waha der magar andher nahi duniya ke anyayon jisko sincha bhakti ki jal dhar se jisko pala aatma ke pyar se jisko sincha bhakti ki jal dhar se jisko pala aatma ki pyar se failti rahti dharm ki bel wo kat nahi sakti kabhi talvaar se din dayalu din dayalu apne in bhakto ki taale ter nahi bhagwan ke ghar ka nayay atal waha der magar andher nahi duniya ke anyayon anyay ki hoti khair nahi bhagwan ke ghar ka nayay atal waha der magar andher nahi duniya ke anyayon