SONG: Duniya Kahti Mujhko Pagal - दुनिया कहती मुझको पागल

Duniya Kahti Mujhko Pagal - दुनिया कहती मुझको पागल

LYRICS:
duniya kahti mujhko pagal are mai kahta duniya ko pagal ha haye mera dil ho bas kayamat ho gayi ho bas kayamat ho gayi ek hasin nazani se mohabbat ho gayi ho bas kayamat ho gayi nind apni kho gayi dillagi me dil gaya nind apni kho gayi dillagi me dil gaya aur diwana hume naam yaaro mil gaya husn ki ishq pe ye inayat ho gayi ho bas kayamat ho gayi hum khyalo me mile yu mulakate hui hum khyalo me mile yu mulakate hui hotho pe na aayengi unse jo bate hui bas yahi jan lo duniya jannat ho gayi ho bas kayamat ho gayi ho bas kayamat ho gayi ek hasin nazani se mohabbat ho gayi ho bas kayamat ho gayi