SONG: Duniya Kahti Mujhko Paagal Main Kahti Duniya Ko Paagal - दुनिया कहती मुझको पागल मैं कहती दुनिया को पागल

Duniya Kahti Mujhko Paagal Main Kahti Duniya Ko Paagal - दुनिया कहती मुझको पागल मैं कहती दुनिया को पागल

LYRICS:
duniya kahti mujhko pagal main kahti duniya ko pagal duniya kahti mujhko pagal main kahti duniya ko pagal duniya kahti mujhko pagal anaaz jo paida karte hai phir bhi woh bhukho marte hai hum bhi bhukhe hai par dekho masti alag si bani phirte hai woh rote hai hum haste hai woh rote hai hum haste hai phir woh pagal ya hum pagal duniya kahti mujhko pagal duniya kahti mujhko pagal main kahti duniya ko pagal duniya kahti mujhko pagal hawa hai jeewan me phir bhi shehro me phir se maare maare???????? woh rote hai or main hasti woh rote hai or main hasti phir woh pagal ya hum pagal duniya kahti mujhko pagal duniya kahti mujhko pagal main kahti duniya ko pagal duniya kahti mujhko pagal duniya kahti mujhko pagal main kahti duniya ko pagal duniya kahti mujhko pagal main kahti duniya ko pagal duniya kahti mujhko pagal