SONG: Duniya Hai Aisi Chaalbaz Koi Na Jaane Iska Raj Apna Banake De Jaye Dokha - दुनिया हैं ऐसी चालबाज़ कोई ना जाने इसका राज़ अपना बनाके दे जाए धोखा

Duniya Hai Aisi Chaalbaz Koi Na Jaane Iska Raj Apna Banake De Jaye Dokha - दुनिया हैं ऐसी चालबाज़ कोई ना जाने इसका राज़ अपना बनाके दे जाए धोखा

LYRICS:
duniya hai aisi chaalbaz duniya hai aisi chaalbaz koi na jane iska raaz apna banake de jaye dhokha duniya hai aisi chaalbaz chaalbaz are dhokhebaz o dagabaz chaalbaz dhokhebaz dagabaz duniya hai aisi chaalbaz duniya hai aisi chaalbaz koi na jane iska raaz apna banake de jaye dhokha duniya hai aisi chaalbaz o bhola bhala samjho na bholi si najar ko karti hai kaam talvar ka aaho aaho aaho aaho aaho ji ek hi bahane se ji ek hi nishane se dil ye udati hai hazaar ka aaho aaho aaho aaho aaho ji ae marte hai hum o khud hi sanam karo jo ishara pyar la aisi hi najar ko kar lo idhar hoga ehsaan sarkar ka waah waah ye nigahe ye adaye ye andaaz chaalbaz dhokhebaz dagabaz duniya hai aisi chaalbaz duniya hai aisi chaalbaz koi na jane iska raaz apna banake de jaye dhokha duniya hai aisi chaalbaz o bade bade chor dekhe sidhe sadhe rup me karte safai baat baat me aaho aaho aaho aaho aaho ji kare golmaal dekho phir bhi kamaal dekho rakhe sari duniya ko hath me aaho aaho aaho aaho aaho ji hey pakde gaye to are jakde gaye to jayenge ji sidhe hawalat me daudo aji daudo o baate sab chhodo baitha ho na koi kahin ghaat me jaan pahchan gaye sare khaalbad chaalbaz dhokhebaz dagabaz duniya hai aisi chaalbaz duniya hai aisi chaalbaz koi na jane iska raaz apna banake de jaye dhokha duniya hai aisi chaalbaz