SONG: Duniya Ek Kahani Re Bhaiya - दुनिया एक कहानी रे भईया

Duniya Ek Kahani Re Bhaiya - दुनिया एक कहानी रे भईया

LYRICS:
duniya ek kahani re bhaiya duniya ek kahani duniya ek kahani re bhaiya duniya ek kahani tune kahdi maine kahdi duniya ek kahani is duniya ke mele me koyi raja koyi rani duniya ek kahani re bhaiya duniya ek kahani duniya ek kahani re bhaiya ek kahani is mele me har jit hai aur mele ka mel is mele me udan khatole hathi ghode rel kahi hindole kahi tamashe tarha tarha ke khel is mele me pana khona jiwan behta pani re bhaiya duniya ek kahani re bhaiya duniya ek kahani duniya ek kahani re bhaiya duniya ek kahani hariyal lelo pariyal lelo lelo chanda tara aao chunnu aa o munnu aao chunnu aa o munnu lelo naya gubbara muniya rani hame bata do kya hai nam tumhara kas ke dor pakdna bitiya mat karna nadani is dhage me bandhi rahegi teri preet purani re bhaiya duniya ek kahani re bhaiya duniya ek kahani duniya ek kahani re bhaiya duniya ek kahani aaj yaha kal kaha hame le jaye gi taqdir kon kahe kis ki ankho me kab bhar aaye neer ek bar jo aisi preet ki mitati nahi lakir ek bar jo aisi preet ki mitati nahi lakir bhul naa ja na bhatak na ja na maya ani jani re bhaiya duniya ek kahani re bhaiya duniya ek kahani duniya ek kahani re bhaiya duniya ek kahani duniya ek kahani re bhaiya duniya ek kahani tune kahdi maine kahdi duniya ek kahani is duniya ke mele me koi raja koyi rani duniya ek kahani re bhaiya duniya ek kahani duniya ek kahani re bhaiya duniya ek kahani dur desh se panchhi aaya dur desh se panchhi aaya milta nahi basera abhi talk uski aankho mei chaaya hua andhera aandhi ne inke tinko ko charo or bakhera bani hue hai ek afsana teri yaad purani re bhaiya dooniya ek kahani re bhaiya duniya ek kahani duniya ek kahani re bhaiya duniya ek kahani