SONG: Duniya Banane Wale, Pyaar Banaya Tune - दुनिया बनाने वाले, प्यार बनाया तूने

Duniya Banane Wale, Pyaar Banaya Tune - दुनिया बनाने वाले, प्यार बनाया तूने

LYRICS:
duniya banane wale, pyar banaya tune pyar mein hum to kho diye betabiya hai chhayi, tanahaiya hai aayi yado mein teri ro diye aa bhi ja, aa bhi ja, aa bhi ja pyar kya hota hai, tune sikhaya tha apna banake tune dil mein chhupaya tha maine bhi socha tumko, tumko hi chaha tha har pal duwao mein bhi tumko hi manga tha tadpane wale aaja, tarsane wale aaja aaja ke hum to kho diye teri julfo ka badal mujhko satata hai teri aankho ka kajal mujhe yaad aata hai maine na socha tha ke yu ruth jaoge jaoge aise ke ki mud ke na aaoge tadpane wale aaja, tarsane wale aaja aaja ke hum to ro diye duniya banane wale, pyaar banaya tune pyar mein hum to kho diye betabiya hai chhayi, tanahayiya hai aayi yado mein teri ro diye