SONG: Duniya Banane Wale Ne Jab Chand Banaya - दुनिया बनाने वाले ने जब चाँद बनाया

Duniya Banane Wale Ne Jab Chand Banaya - दुनिया बनाने वाले ने जब चाँद बनाया

LYRICS:
duniya banane wale ne duniya banane wale ne jab chand banaya aur pani me ek raat padi uski jo chaya ek banwara panchi ye pukar utha haye ye nur ke sanche me dala kaun haye itrake chand jake badlo me chup gaya rone laga chakor se haye ye kya hua fir sokhiye ne chand ke vo kaan bhar diye ye bepalak gurur ne ghatna shuru kiye ek raat aisi aayi ke gayab vo ho gaye fitne jaga ke aap kahin jakr so gaye us raat jo roya hai chakora harsay bhari pe sote huye ko jaga diya raham aa gaya rahim ko aur usne pukara are ja mere parinde teri bigdi ko sanwara ye ishq hai khota tu jamin par vo arsh par rota rahega waqt ki gadiyo ko umar bhar ja teri dhadkan ne hame hame mom kiya hai hamne jamin ka chand hamne jamin ka chand tujhe bejh diya hai tujhe bejh diya hai