SONG: Duniya Banane Wale - दुनिया बनाने वाले

Duniya Banane Wale - दुनिया बनाने वाले

LYRICS:
duniya banane wale yahi hain meri iltiza ki ho na kabhi apne juda duniya banane wale yahi hain meri iltiza ki ho na kabhi apne juda ghar ke jo ujale hain bachana unhe jake apne sine se lagana unhe tu bhi unka sathi hain batana unhe jaldi wo aaye apne lute ghar basaye yahi dil se nikle sada ki ho na kabhi apne juda pahna hain andhero ka jami ne kafan suni suni duniya hain sahma sa chaman kaante chhune na paye phulo ka badan tere hawale baharo ke pale dukhi dil ki ye hain dua ki ho na kabhi apne juda duniya banane wale yahi hain meri iltiza