SONG: Duniya Badal Gayi Ki Muqaddar Bigad Gaya - दुनिया बदल गई की मुक़द्दर बिगड़ गया

Duniya Badal Gayi Ki Muqaddar Bigad Gaya - दुनिया बदल गई की मुक़द्दर बिगड़ गया

LYRICS:
duniya badal gayi ki mukaddar bigad gaya is ghar ka kya karu jo basa aur ujad gaya takdir aisi khadi na rahi jis ke sath sath kismat se ek sathi mila tha bichhad gaya is ghar ka kya karu jo basa aur ujad gaya duniya badal gayi ki mukaddar bigad gaya dil tutate hi dil tutate hi aankh se aansu tapak pade pani humari sari umido apr pad gaya duniya badal gayi ki mukaddar bigad gaya gam ki kuch aisi aandhi chali hum ujad gaye gam ki kuch aisi aandhi chali hum ujad gaye dil se har ek ummid ka dera jhad gaya duniya badal gayi ki mukaddar bigad gaya