SONG: Dunia Walo Ke Mukkadar Ki Khabar - दुनिया वालो के मुकद्दर की खबर

Dunia Walo Ke Mukkadar Ki Khabar - दुनिया वालो के मुकद्दर की खबर

LYRICS:
khat ka majmu bhap leta hu lifafa dekhkar are khat ka majmu bhap leta hu lifafa dekhkar har hal dil ka mai bata deta hu chehra dekhkar dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu ankh wala hu mai andar ki khabar rakhta hu dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu dekh pyare mere kartab nahi aise waise teri pocket me hai chalis rupay chalis rupay do paise janeman mai tere ghar war ki khabar rakhta hu dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu ap maidam hai bahut nek bahut hi sada apki umar nahi solah baras nahi solah baras ye hai jyada apke sath apke sath me sohar ki khabar rakhta hu dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu teri mucho ke kate ye jo khade rahte hai inme sawa nau hi sawa nau hi baje rahte hai bina ghadiyal babu baina ghadiyal har ghadi ki khaba rakhta hu dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu ankh wala hu mai andar ki khabar rakhta hu dunia walo ke mukkadar ki khabar rakhta hu