SONG: Dunia Musafirkhana Ho - दुनिया मुसाफिर खाना हो

Dunia Musafirkhana Ho - दुनिया मुसाफिर खाना हो

LYRICS:
duniya musafir khana ho duniya musafir khana duniya musafir khana ho duniya musafir khana aaj aaye kal huye rawana duniya musafir khana ho duniya musafir khana bachpan budhapa jawani teen dino ki hai ye zindgani bachpan budhapa jawani teen dino ki hai ye zindgani ek din aaye ek din thehre teesre din hai ud jana duniya musafir khana ho duniya musafir khana duniya musafir khana ho duniya musafir khana aaj aaye kal huye rawana duniya musafir khana ho duniya musafir khana bachpan ki rut nind suhani are andhe bankar kati jawani dekh budhapa rone ko baithe pada hai ab pachhtana duniya musafir khana ho duniya musafir khana duniya musafir khana ho duniya musafir khana aaj aaye kal huye rawana duniya musafir khana ho duniya musafir khana