SONG: Duneeya Mujhko Pagal Samajhe Ya Samajhe Aavara - दुनिया मुझको पागल समझे या समझे आवारा

Duneeya Mujhko Pagal Samajhe Ya Samajhe Aavara - दुनिया मुझको पागल समझे या समझे आवारा

LYRICS:
duniya mujhko pagal samjhe ya samjhe aavara mai duniya ki seva karne phirta mara-mara o duniya mujhko pagal samjhe ya samjhe aavara mai duniya ki seva karne phirta mara-mara o takat se bharpur rakhi hain apni dono baju insaf ko aise taule jaise hoy taraju jisme ho kuchh himmat-timmat lad ley woh dubara e ji lad ley woh dubara duniya mujhko pagal samjhe ya samjhe aavara mai duniya ki seva karne phirta mara-mara dukh me ho koyi budha sudha ya koyi ladki-madki unhe bachane meri takat bijali ban kar kadki kar le do-do hath chahe wo rustam ho ya dara are rustam ho ya dara duniya mujhko pagal samjhe ya samjhe aavara mai duniya ki seva karne phirta mara-mara andhi ban ke jau aur tufan ban ke chhau jis rukh par bhi mai chahu iss duniya ko ley jau tinaka hai ye duniya mai hu tufano ki dhara are tufano ki dhara duniya mujhko pagal samjhe ya samjhe aavara mai duniya ki seva karne phirta mara-mara duniya mujhko pagal samjhe ya samjhe aavara mai duniya ki seva karne phirta mara-mara o